< >–>

How to write Alt text in blog post.what is importance of Alt text.

Sahajjob.in

How to write Alt text in blog post.what is importance of Alt text.

How to write Alt text in blog post.what is importance of Alt text.

Aaj ki post mai ham seekhege ki Alt text kya hota hai ? Or eski kya important hai.

What is Alt text.

Aap agar blog likhte hai vo chahe blogspot par ho ya WordPress par ye post aapke kaam ki ho sakti hai.

Aap jab bhi gaagle mai koi topic search karte hai tab google tab ke niche
web,image, video etc. likha hua aata hai.agar aapko photo ya image chahiye to aap image par click karte hai.or aapke samne aapke topic se related images aa jati hai.aapne socha hai kabhi kaise ?

Google text likha hua to read kar leta hai likin photo kaise read karta hai.use kaise pata hai ki kon se photo aapke search topic se judi hui hai.

Maan lijiye aapne search kiya Mango to aapke samne mango ki image hi kaise show toti hai Apple ki kyo nahi.janiye kaise ?

Agar aap" html search" kare to aap dekhege ki aapki image mai likha hota hai. image discrption > title > Alt text yahi Alt text google ko batata hai ki image mai kya hai.agar aap apni blog post mai Alt text add karte hai to aapki post ki traffic bahut jyada bad sakti hai.

What is right way to add Alt text.

Alt text mai text add karne ka ek tareka hota hai.
Example :- Title " How to write Alt text on blog post" ye aapka title hoga. 
Alt " Alt text " ye example ese post ka de rahe hai ham aap apni post ka keywords add karege.
Agar aap Alt mai bahut jyada long title add karte hai jismai bahut jyada keywords aate hai to google samjh nahi payega or aapki photo search mai nahi aayegi. Like -

" How to write Alt text in blog post.what is importance of Alt text.boost traffic " ye Alt search mai nahi aayega kyoki esmai ek se jyada keywords hai. or photo search karte wqt google ese nahi samjh payega.

Dusra treka ye hai ki aap title text  mai apne blog title ko short mai daale or Alt text mai apni website ka domain likho.like hama domain hai. Sahajjob.in

How to add Alt text in blog post.

Yaha ham blogspot ke post mai Alt text add karege agar aapne WordPress ki post mai Alt text add karna hai to aap waha bhi kar sakte hai bas tool ka fark hota hai.

Step 1. Go to blog post  > Press on photo >                   click on properties.

Step 2. Title text - add post title.
            Alt text - short line keywords  or website site name with domain.

Sahajjob. in
Sahajjob.in
Es tarha aap Alt text set kar sakte hai.i hope aapko help milegi.

Post a Comment

0 Comments

-–>