< >–>

How to add table in blogger post without coading.

How to add table in blogger post without coading.




How to add table in blog post without coading.
Aaj ki post mai ham seekhege ki blog post mai table kaise add kare.ye table ham mobile phone se add karege.

Aga aapki koi website ya blog hai to ye post aapke liye useful ho sakti hai.blog mai ham kai tarh ke articles likhte hai  or agar usmai data bhi add karte hai tab hame table ki jarurat padti hai.
Add attractive table in your blog without coading very fast.

 Importance of Table in blog articles.

Jab hamai different typs ka data show karna hota hai tab table add karna bahut jaruri ho jata hai.Example - agar aap ek school mai teacher hai or aapki class mai 30 students hai.30 students ki final exam report ko aap ek table mai maintain kar sakte hai.ki kis student ke kis subject mai kitne number hai.
Sahajjob.in
Modal of table


How to add table in blog post without coading

Jaise ki aap jante hai ki table ki ek coading hoti hai agar aapko table ko edit karna hai to uski coading ko change karna hoga.lekin yaha ham mobile phone se blog post mai table add karege vo bhi bahut asani ke sath.

  • Blogger dashboard mai jaye.
  • Scroll kar ke niche jaye.
  • Try the new blogger buttan par click kare.
Sahajjob.in
Add table in blog post

  • Popup open hogi.continue par click kare. 

Sahajjob.in
Add table in blog post

  • New window open hogi.Orenge +ke icon par  click kare.

Sahajjob.in
Add table in blog post

  • New page par aap post likh sakte hai.right side par 3 dots par click kare. 

Sahajjob.in
Add table in blog post

  • Page scroll kare.table par click kare.insert table par click kare.yaha se aap table mai Row or colam bhi add kar sakte hai. 

Sahajjob.in
Add table in blog post

  • Table mai badi asani ke sath data add kar sakte hai. 

Sahajjob.in
Add table in blog post
Es tarha aap blog post mai table add kar sakte hai.jyada achhi tarha samjhne ke liye video dekh sakte hai.
I hope aapko es post se kuch help milege.

Post a Comment

0 Comments

-–>